Ek Purana Gaon Tha Lyrics

?ek purana gaon tha ek purana gaon tha thake samay ki chhati par ek bada sa ghab tha ek purana gaon tha ek purana gaon tha sau do sau ki basti thi chuppi waha ki masti thi jeena chahe manhga ho par maut bahut hi sasti thi chahe kitna bhi tairaao wo patthar ki naav tha chahe kitna bhi tairaao wo patthar ki naav tha wo patthar ki naav tha ek purana gaon tha ek purana gaon tha rog waha par rahte the jivan ka dukh sahte the malik jiasa kahta tha waisa hi wo karte the waha na thoda kuch bhi badla dharmaraj ka gaon tha waha na thoda kuch bhi badla dharmaraj ka gaon tha dharmaraj ka gaon tha ek purana gaon tha ek purana gaon tha tha patel waha ka raja take sher bhaji take sher khaja char chironji hara bahera thaka thaka sa chahra chahra waha panpta kuch bhi kaise wo bargad ki chaon tha waha panpta kuch bhi kaise wo bargad ki chaon tha wo bargad ki chaon tha ek purana gaon tha ek purana gaon tha thake samay ki chati par ek bada sa ghab tha ek purana gaon tha ek purana gaon tha ek purana gaon tha ek purana gaon tha ek purana gaon tha ek purana gaon tha