Chham Se Tu Aaye, Jhanjhar Bajaye Nakhare Dikhaye Lyrics
chham se tu aaye chham se tu aaye jhanjhar bajaye nakhre dikhaye takraye ha takraye ankhiya mile to ankhiya chura ke sharmaye aaha sharmaye badhke kabhi jo baiya pakad lu ghabraye haye rama duhayi ho o rama duhayi rama duhayi ho rama duhayi mai tang aayi pichhe mere tu kyu aaye aa ha kyu aaye jaha kaha kya chakkar chala ke uljhaye aaha uljhaye dekhu tujhe to dil mera dhak se rah jaye dhak dhak dhak dhak dhak na na kare bahana kare banake mujhe diwana kyu dil ki lagi to tune lagayi kahe duhayi de tu ram ki aisa bhi kya hai tujhme diwane mala japu kyu tere naam ki sapno se dil ko bahlaye bahlaye banake batiya dil kyu aise bharmaye aaha bharmaye dil ki lagi ye dil me kahi na rah jaye dhak dhak dhak dhak dhak dhak dhak dhak dhak dhak dil ye luta du tujhpe luta du kaise tera bharosa kya pardeshiya tu ek udta panchhi aaj yaha hai jane kal kaha janam janam ka punar milan ye tode kisi ke tute na yaha kyu dil chura ke tadpaye tadpaye mujhko sata ke tu bhi kahi na pachhtaye aaha pachhtaye hoke zuda tujhe bhi kahi na chain aaye rama duhayi rama duhayi ho rama duhayi mai tang aayi pichhe mere tu kyu aaye chham se tu aaye chham se tu aaye jhanjhar bajaye nakhre dikhaye takraye rama duhayi rama duhayi rama duhayi rama duhayi