Ab Naya Tamasha Dekhegi Ye Duniya Sari Lyrics

ye mehfil ye khushiya ye rang sirf humse hai is duniya me jo kuch bhi hai aurat ke dum pe hai ab naya tamasha dekhegi ye duniya sari ab naya tamasha dekhegi ye duniya sari ab naya tamasha dekhegi ye duniya sari kal teri bari thi aaj hai meri bari ho kal teri bari thi aaj hai meri bari ab naya tamasha dekhegi ye duniya sari dualat ke jor pe aurat ko kamjor na samjho aurat ki har fariyad ko ek shor na samjho kamjor na samjho tum ek shor na samjho kamjor na samjho tum ek shor na samjho ab dekhana kya kya karti hai abla bechari ab dekhana kya kya karti hai abla bechari kal teri bari thi aaj hai meri bari kal teri bari thi aaj hai meri bari ab naya tamasha dekhegi ye duniya sari agar pyar kare aurat ko apna aap luta de jab nafrat kare to duniya me vo aag laga de apna aap luta de jag me aag laga de apna aap luta de jag me aag laga de aurat zid pe aa jaye to vo kabhi na hari aurat zid pe aa jaye to vo kabhi na hari kal teri bari thi aaj hai meri bari kal teri bari thi aaj hai meri bari ab naya tamasha dekhegi ye duniya sari aurat ki majburi se khelna bada gunah hai jisne bhi is pe julm kiya vo hua tabah hai khelna bada gunah hai samjh lo hua tabah hai khelna bada gunah hai samjh lo hua tabah hai parvat se bada dil rakhti hai ye bharat ki nari parvat se bada dil rakhti hai ye bharat ki nari kal teri bari thi aaj hai meri bari kal teri bari thi aaj hai meri bari ab naya tamasha dekhegi ye duniya sari mere pyar ke aanchal me dekho bhar di khudgarji o hawas ke bande bol teri ab kya hai marji bhar di khudgarji bol teri ab kya hai marji are bhar di khudgarji bol teri ab kya hai marji aurat chahe to karde sabka jina bhari aurat chahe to karde sabka jina bhari kal teri bari thi aaj hai meri bari kal teri bari thi aaj hai meri bari ab naya tamasha dekhegi ye duniya sari ab naya tamasha dekhegi ye duniya sari ye duniya sari, ye duniya sari