Saare Jaha Se Achha Hidustan Hamara Lyrics

luta di tune desh ki khatir jaan khoke tujhe anath ho gaya sara hidustan sare jaha se acha hindustan hamara sare jaha se acha hindustan hamara kyo jalimo ne luta ye gulistan hamara sare jaha se acha hindustan hamara maa tune is chaman apne lahu se sicha apne lahu se sicha hone diya kabhi na sar is vatan ka nicha sar is vatan ka nicha tujhko sarah sabne sar aankh pe bithaya tune hamara ruthba har mulk me badaya har mulk me badaya kyu aaj tujhko tere beto ne goli mari havaniyat ke aage insaniyat hai hari phir sarm se jhuka hai aane nishan hamara kyu jalimo ne luta ye gulistan hamara sare jaha se acha hindustan hamara tune sahid ho ke jo rasta dikhya jo rasta dikhaya gujare huye dino me jo diya jalaya hai jo diya jalaya ham iski rosni me badte rahenge ae maa apne vatan ki khatir ham bhi lutayenge jaan ham bhi lutayenge jaan har katra is lahu ka le ke jiyenge gulshan me tere phir vo khushiyo ke gul khilenge mahkega pyar me phir hindustan me kyu jalimo ne luta ye gulistan hamara sare jaha se acha hindustan hamara sare jaha se acha hindustan hamara ham bulbule hai iske ye gulistan hamara jai hind jai hind jai hind