Tere Aanchal Mai Lyrics
tere aanchal me mamta ki chhaiya tere naino me pyar ki tlaiya tere aanchal me mamta ki chhaiya tere naino me pyar ki tlaiya kaha hai tera laal jiye wo lakho saal tu jiski maiya tere aanchal me tere aanchal me mamta ki chhaiya tere naino me pyar ki tlaiya ma mar gayi bap jel me gaya bachpan mera isi khel me gaya ma mar gayi bap jel me gaya bachpan mera isi khel me gaya badi unchi hai jel bada mushkil hai mel bahar se paiya tere aanchal me tere aanchal me mamta ki chhaiya tere naino me pyar ki tlaiya mai dud ka naam leta nahi sukhi roti bhi koi mujhe deta nahi mai dud ka naam leta nahi sukhi roti bhi koi mujhe deta nahi aise mere sanjog mujhe kahte hai log khota rupaiya tere aanchal me tere aanchal me mamta ki chhaiya tere naino me pyar ki tlaiya sar pe mere jo hath tune rakha teri kasam kuch der aisa laga sar pe mere jo hath tune rakha teri kasam kuch der aisa laga ye hai gokul ka gam yashoda tera naam mai hu knahiya tere aanchal me tere aanchal me mamta ki chhaiya tere naino me pyar ki tlaiya kaha hai tera laal jiye wo lakho saal tu jiski maiya tere aanchal me mamta ki