Ek Adhuri Si Mulakat Hui Thi Jinse Lyrics
ek adhuri si mulakat hui thi jisse ek adhuri si mulakat hui thi jisse jane ab un se mulakat ho ke na ho ek adhuri si mulakat hui thi jisse jis hasi raah pe ham sath chale, the kuch din jis hasi raah pe ham sath chale, the kuch din jane us raah pe ab sath kabhi ho ke na ho jis hasi raah pe ham sath chale, the kuch din kuch bataya hi nahi hath chudane, ka sabab kuch bataya hi nahi hath chudane, ka sabab fir na aane ka sabab, ruth ke jane ka sabab puchte unse mager, bat kabhi ho ke na ho ek adhuri si mulakat hui thi jinse meri khamosh mohabbat na samjha koi meri khamosh mohabbat na samjha koi dil yuhi choad gaya aag me jalta koi dil pe ab pyar ki barsat ho ke na ho jis hasi raah pe ham sath chale, the kuch din zindagi ko kisi chehere ka ujala na mila zindagi ko kisi chehere ka ujala na mila thak gaye paav mager koi saya na mila unki julafo ke tale raat kabhi ho ke na ho ek adhuri si mulakat hui thi jisse hame socha tha ke ab sath na chutega kabhi hame socha tha ke ab sath na chutega kabhi zindagi bhar ka bhandhan hai na tutega kabhi do ghadi bhi mager ab sath kabhi, ab sath ho ke na ho jane us raah pe ab sath kabhi ho ke na ho ek adhuri si mulakat hui thi jisse jane ab un se mulakat ho ke na ho