Ho Ye Jawani Gulab Jaisi Hai Gulab Jaisi Lyrics
ho ye jawani gulab jaisi hai gulab jaisi kisi rangin khwab jaise khwab jaisi aap jaisi hai ye jawani gulab jaisi hai gulab jaisi chaha hai mere dil ne diwanawar tumko diwanawar tumko chaha hai mere dil ne diwanawar tumko diwanawar tumko kah do meri wafa ka hai eitbar tumko kah do meri wafa ka hai eitbar tumko ho ye khamoshi ye khamosi jawab jaisi hai jawab jaisi hai kisi rangin khwab jaisi rangin khwab jaisi aap jaisi hai rukh par jara gira lo julfo ki badliyo ko jo kaho to mai chura lu honto ki surkhiyo ko rukh par jara gira lo julfo ki badliyo ko ki ye masti sharab jaisi sharab jaisi kisi rangin khwab jaisi khwab jaise aap jaisi hai mehendi lagegi hatho me khankega kangna raato me bada maja aayega chandni raato me pyar ki ghadiya aayegi phulo ki ladiya layegi chedegi jo sakhiya teri ankhiya sharmayegi mehendi lagegi hatho me khankega kangna raato me bada maja aayega chandni raato me mehendi lagegi hatho me khankega kangna raato me bada maja aayega chandni raato me shehnayi gunji hai shehnayi gunji hai mere gaao me mehendi lagegi hatho me khankega kangna raato me khushbu ye tere badan ki mahki hui hawa me khushbu ye tere badan ki mahki hui hawa me shokhi teri teri ada bahki fija hai ho ye hasi rut shabab jaisi hai kisi rangin khawab jaisi hai