Sanwla Salona Shyam Rang Wala Lyrics

sawra salona shyam rang wala sare jagat ko magan kar dala sawra salona shyam rang wala sare jagat ko magan kar dala kahna re kanha matwala re kahna re kanha matwala re sawra salona shyam rang wala sare jagat ko magan kar dala bansi bajaye jadu chalaye gopin ke sang sang ras rachaye gopin ke sang sang ras rachaye jamuna kinare gauwe charaye rang gali me dhum machaye rang gali me dhum machaye gaye rijhaye man matwala re jai jai jai ho sawra salona shyam rang wala sare jagat ko magan kar dala sawra salona shyam rang wala sare jagat ko magan kar dala chail chabila jan jan ka pyara aisa anokha sabse hai nyara aisa anokha sabse hai nyara gokul ka nanda lage dulara nand yashoda ke aankho ka tara nand yashoda ke aankho ka tara apne hi rang me rang dala jai jai jai ho sawra salona shyam rang wala sare jagat ko magan kar dala sawra salona shyam rang wala sare jagat ko magan kar dala ho suraj bhi tum ho chanda bhi tum ho sabke hriday ke taro me tum ho sabke hriday ke taro me tum ho dharti bhi tum ho ambar bhi tum ho jiwan ki har jhankaro me tum ho jiwan ki har jhankaro me tum ho karishan kahaiya gopala re jai jai jai ho sawra salona shyam rang wala sare jagat ko magan kar dala sawra salona shyam rang wala sare jagat ko magan kar dala kahna re kanha matwala re kahna re kanha matwala re sawra salona shyam rang wala sare jagat ko magan kar dala