Jai Mata Ki Lyrics

jai mata ki jai mata ki jai mata ki jai mata ki jai mata ki jai mata ki jai mata ki jai mata ki ho duniya se toda nata jwala hai man me nata maa sunle ghayal hraday ki pukar ik dhokha hai duniya ka pyar ho sunle ghayal hraday ki pukar ik dhokha hai duniya ka pyar jai mata ki jai mata ki ho saccha hai tera nata teri duhayi mata faisla kar de ye ek baar jag me nafrat rahegi ke pyar faisla kar de ye ek baar jag me nafrat rahegi ke pyar jai mata ki jai mata ki kaante hi daman me paye phul ka tha arma dosh tha apna ek patthar ko samjhe the insaan jai mata ki jai mata ki pyar pe apne ho na bharosa jisko hai nadan pane wale pa jate hai patthar me bhagwan saccha hai tera nata teri duhayi mata faisla kar de ye ek baar jag me nafrat rahegi ke pyar jai mata ki jai mata ki jai mata ki jai mata ki jai mata ki jai mata ki jai mata ki jai mata ki shul ko phul aur vish ko amrit karna pyar ka kaam ye wo aag hai jisme jalkar milta hai aaram jai mata ki jai mata ki man me to hai bair kapat aur munh par pyar ka naam jane kyu karti hai duniya pyar ko yu badnaam ho duniya se toda nata jwala hai man me nata maa sunle ghayal hraday ki pukar ik dhokha hai duniya ka pyar jai mata ki jai mata ki jai mata ki jai mata ki jai mata ki jai mata ki jai mata ki jai mata ki jai mata ki jai mata ki dil par aisi biti, badla hai nafrat me pyar aaj bani hai phul ki daali zehrili talvaar jai mata ki jai mata ki pyar nahi marta hai man me janam jo le ek baar nafrat ki sima se aage pyar ka hai sansaar o ho saccha hai tera nata teri duhayi mata maa faisla kar de ye ek baar jag me nafrat rahegi ke pyar jai mata ki jai mata ki aa duniya se toda nata jwala hai man me nata maa sunle ghayal hraday ki pukar ik dhokha hai duniya ka pyar jai mata ki jai mata ki saccha hai tera nata duniya se toda nata saccha hai tera nata duniya se toda nata jai mata ki jai mata ki jai mata ki jai mata ki jai mata ki jai mata ki