Hamne Kaati Hain Teri Yaad Me Lyrics
hamne kaati hain teri yaad me raatein aksar hamne kaati hain teri yaad me raatein aksar dil se gujri hai sitaro ki baratein aksar hamne kaati hain teri yaad me raatein aksar aur to koun hai jo mujhko tasalli deta aur to koun hai jo mujhko tasalli deta hath rakh deti hai dil par teri baatein aksar hath rakh deti hai dil par teri baatein aksar dil se gujri hai sitaro ki baratein aksar hamne kaati hain teri yaad me raatein aksar hamse ek baar bhi jeeta hai na jitega koi hamse ek baar bhi jeeta hai na jitega koi wo to ham jaan ke kha lete hain maate aksar wo to ham jaan ke kha lete hain maate aksar dil se gujri hai sitaro ki baratein aksar hamne kaati hain teri yaad me raatein aksar unse puucho kabhi chahre bhi padhe hain tumne unse puucho kabhi chahre bhi padhe hain tumne jo kitabo ki kiya karte hain baatein aksar jo kitabo ki kiya karte hain baatein aksar dil se gujri hai sitaro ki baratein aksar hamne kaati hain teri yaad me raatein aksar