Baato Se Baat Naa Banegi Lyrics

bato se baat na banegi kuch karke dikhana hoga bato se baat na banegi kuch karke dikhana hoga hamse aankh mila ke yaha jaan se jana hoga to ho jaye samna ho jaye ho jaye ho jaye ho jaye samna ho jaye bato se baat na banao are dam hai to aankh milaao bato se baat na banao are dam hai to aankh milaao mout se jo dar jaye vo aur diwana hoga to ho jaye samna ho jaye ho jaye ho jaye ho jaye samna ho jaye milne se pahle suna tha bada naam jaisa suna naam vaisa dekha nahi kaam mana maine mai to hu aawara badnaam dekha mujhe abhi kaha dekha mera kaam ab to dekhe kya gajab ho ab to dekhe kya gajab ho kab se tha intjar are bachke bachke bachke meri ja bachke hamse aankh milana jara bachke to ho jaye samna ho jaye ho jaye ho jaye ho jaye samna ho jaye chupe hai nakabo me bhi yaha kai chor parda uthake kaho dekhe meri or parde uthenge to machega aisa shor phir na bachoge na chalega koi jor vo najara dekhna hai vo najara dekhna hai hamko bhi ek baar bachke bachke bachke diwane bachke hamse aankh milana jara bachke to ho jaye samna ho jaye ho jaye ho jaye ho jaye samna ho jaye aaya jo shikari yaha ho gya shikar aaya jo khiladi yaha gya baaji haar are hota hoga ab ye na hoga sarkar apna to khali jaye nahi koi var jo hai garjte vo na barste jo hai garjte vo na barste sunte aaye hai yar are bachke bachke bachke meri ja bachke hamse aankh milana jara bachke bato se baat na banegi kuch karke dikhana hoga hamse aankh mila ke yaha jaan se jana hoga to ho jaye samna ho jaye ho jaye ho jaye ho jaye samna ho jaye are bachke bachke bachke meri ja bachke hamse aankh milana jara bachke bachke bachke bachke diwane bachke hamse aankh milana jara bachke