Aaj Hum Ko Aadmi Ki Pehchaan Ho Gayi Lyrics

humne dekha jab gor se aadmi aadmi apni samjh me zindagi zindagi ko jab dekha nazdik se tab samjh me aaya kya hai aadmi aaj hum ko aaj humko aadmi ki pehchan ho gayi zindagi se mulakat bhi aasan ho gayi aaj humko aadmi ki pehchan ho gayi zindagi se mulakat bhi aasan ho gayi kya ajab hai mukaddar ka ye faisla kya ajab hai mukaddar ka ye faisla lo buro ka bura waqt aa hi gaya aaj humko aadmi ki pehchan ho gayi mohabbat pe hum bhi to kurban the ye kya khawab dekhe kya arman the vo sapne hamare dhundne kho gaye kho gaye hume rup aakhir badlna pada bagawat ke sanche me dhalna pada mile aap se to kya se kya ho gaye ho gaye har kasam tod di har rasam tod di kashti tufan me humne khud mod di ab hume dar nahi hoag anzam ka aaj hum ko aaj humko aadmi ki pehchan ho gayizindagi se mulakat bhi aasan ho gayi tizori me jo band hai aapki vo dolat nahi aapke bap ki lutegi ki kamai julm ke pap ki pap ki meri bat ka na bura maniye zara waqt ki nakh pehchaniye chalegi na koi chal ab aapki aapki kitabo me jo hai likha sach likha bujargo ne jo kaha hai sach kaha hai bure kam ka hai natiza bura aaj hum ko aaj humko aadmi ki pehchan ho gayi zindagi se mulakat bhi aasan ho gayi kya ajab hai mukaddar ka ye faisla kya ajab hai mukaddar ka ye faisla lo buro ka bura waqt aa hi gaya kya ajab hai mukaddar ka ye faisla kya ajab hai mukaddar ka ye faisla lo buro ka bura waqt aa hi gaya lo buro ka bura waqt aa hi gaya aaj humko aadmi ki pehchan ho gayi