Haay Ye Paisa, Haay Haay Paisa Lyrics
sau sau ke noto ki roti bana ke sabhji me hiro ka tadka laga ke shriman ji aap khate hai yaki maniye bade shok se ye khana mere bap khate hai arey haye paisa haye haye paisa aa jaye paisa na jaye paisa hume dar hai kahi inko mere pyaro na kha jaye paisa arey haye paisa haye haye paisa aa jaye paisa na jaye paisa hume dar hai kahi inko mere pyaro na kha jaye paisa arey haye paisa haye haye paisa paisa jinhe banaya malik ne ma ne unhe insan kaha in daulat ke bando ka paisa hai bhagwan yaha inhe chahiye bas hira moti sona chandi arey jiska badan ho sone ka bal ho jiske chandi ke aankhe jiski hire ki dant hai jiske moti ke us pathar se kar denge beti ki shadi arey haye paisa haye haye paisa arey haye paisa haye haye paisa aa jaye paisa na jaye paisa hume dar hai kahi inko mere pyaro na kha jaye paisa arey haye paisa haye haye paisa meri nani kahti thi ek kahani kahti thi paiso ka ek lobhi tha inke jaisa dobhi tha dolat ka diwana koi hoga na vaisa ant samay jis din aaya yamdootone farmaya aapko narak me jana hai ya ke savrag pahunchana hai bola bhai chlo jaha ho paisa hi paisa arey haye paisa haye haye paisa aa jaye paisa na jaye paisa hume dar hai kahi inko mere pyaro na kha jaye paisa arey haye paisa haye haye paisa paisa paisa paisa paisa paisa paisa paisa paisa hi paisa