Dariya Dil Dariya Dil Lyrics

dip andhero me rahte hai roshni bante rahte hai ped dhup khud sahte hai chaw bante rahte hai jo gam lekar dete hai khushiya dariya dil unhe kahte hai dariya dil dariya dil koi na koi chupa hua dukh har sukh ke andar hai seva daan hi aisa sukh hai jisme na dukh ka dar hai jisme na dukh ka dar hai jo gam lekar dete hai khushiya dariya dil unhe kahte hai dariya dil dariya dil sagar apne sar par kab ahsan kisi ka leta hai leta hai nadiyo se pani to badle me badal deta hai badle me badal deta hai jo gam lekar dete hai khusiya dariya dil unhe kahte hai dariya dil dariya dil