O Bewafa Haay O Bewafa Lyrics

o bewafa hay o bewafa o bewafa hay o bewafa achchha kiya tune jo bhi kiya achchha kiya tune jo bhi kiya o bewafa hay o bewafa o bewafa hay o bewafa apna hai ya begaana tu itna pata toh chal gaya jhuti wafa ka rang toh chehre se tere dhul gaya ab dekhna hota hai kya ab dekhna hota hai kya o bewafa hay o bewafa o bewafa hay o bewafa sulagi hai jo dil me mere lipategi tere tan se bhi aage mukkadar hai tera daaman jale ya zindagi ho o o shole ko kyu bhadka diya shole ko kyu bhadka diya o bewafa hay o bewafa o bewafa hay o bewafa kab maine chaaha tha tumhe kyu dushmani par aa gaye apne hi juhte khaab se tum aap dhokha kha gaye o kisne tumhe dhoka diya kisne tumhe dhokha diya mai bewafa hu na ye bewafa mai bewafa hu na ye bewafa saathi tujhe kisne dhokha diya saathi tujhe kisne dhokha diya mai bewafa hu na ye bewafa mai bewafa hu na ye bewafa