Saawan Ka Mahina Taubha Taubha Lyrics
o sakhiyo o sakhiyo sawan ka mahina tauba tauba, ji bada beiman hota hai sawan ka mahina tauba tauba, ji bada beiman hota hai tauba ji tauba beiman hota hai kale badlo ki toli bole mithi mithi boli kale badlo ki toli bole mithi mithi boli koi aise me jo leke jaye doli pura arman hota hai o sakhiyo sawan ka mahina tauba tauba, ji bada beiman hota hai is mausam me haye dil par ban kabu kaise shokh hawaye kar deti hai tan man me ek jadu jaise gore tan ka pasina jaise chamke nagina gore tan ka pasina jaise chamke nagina jab nache koi jhum ke hasina, to sad je jawan hota hai o sakhiyo sawan ka mahina tauba tauba, ji bada beiman hota hai sawan ki rut bhigi, jab jab laut ke wapis aaye tod ke pahre mast jawani, pani me bhi aag lagaye jab barkha ka pani laye dilo me rawani jab barkha ka pani laye dilo me rawani aisi rut me sulagti jawani bhi, shishe ka makam hota hai o sakhiyo sawan ka mahina tauba tauba, ji bada beiman hota hai sawan ka mahina tauba tauba, ji bada beiman hota hai tauba ji tauba beiman hota hai kale badlo ki toli bole mithi mithi boli kale badlo ki toli bole mithi mithi boli koi aise me jo leke jaye doli pura arman hota hai o sakhiyo sawan ka mahina tauba tauba, ji bada beiman hota hai tauba ji tauba beiman hota hai tauba ji tauba beiman hota hai tauba ji tauba beiman hota hai