Maine Bhi Ek Geet Likha Hai Teri Surat Dekh Kar Lyrics
maine bhi ek git likha hai teri surat dekh kar maine bhi ek git likha hai teri surat dekh kar likhna kya ji arz kiya hai pyar ki murat dekhkar pal me hai afthab to pal me hai mahatab aisa kamal husn ka dekha nahi janab mai bhi shayar ban baitha hu uski kudrat dekhkar maine bhi ek git likha hai teri surat dekh kar teri tarif me kai panne maine likh likh ke phad dale hai kaise bandhu mai inko lafzo me tere andaz hi nirale hai teri aankho ko zam kya likhu zam me ye nasha nahi hota tujhko allah hansi banata kyu aur duniya me agar hansi hota phulo ko bhi khilna aaya teri nzakat dekh kar maine bhi ek git likha hai teri surat dekh kar likhna kya ji arz kiya hai pyar ki murat dekhkar git gajlo me itni bat kaha mai to tujhpe kitab likhuga log padte rahege sadiyo tak anginat behisab likhuga mai tere husn ka hu diwana tune sikhla di aashiqi mujhko kho chuka tha ghane andhero me tune dikhla di chandani mujhko rang birangi ho gayi duniya teri rangat dekh kar maine bhi ek git likha hai teri surat dekh kar likhna kya ji arz kiya hai pyar ki murat dekhkar maine bhi ek git likha hai teri surat dekh kar