Yeh Bheega Sa Mausam Lyrics

ye bhiga sa mausam, ye barish ka pani sunane laga hai wo bhuli si kahani ye bhiga sa mausam, ye barish ka pani sunane laga hai wo bhuli si kahani yu do dil mile the aur milkar mite the ashqo ki jubani, chahat ki daastan ye bhiga sa mausam, ye barish ka pani sunane laga hai wo bhuli si kahani hum o sanam mile tumse ha tum ha tum mile humse mausam mahakne laga hai ye dil bahakne laga hai hum o sanam mile tumse ha tum ha mile humse ha ha ha ha ha ye jivan bhi kya hai, karam ya saza hai hai sach ya fasana koi bhi na jana yu do dil mile the aur milkar mite the ashqo ki jubani, chahat ki daastan ye bhiga sa mausam, ye barish ka pani sunane laga hai wo bhuli si kahani