Main Teri Mohabbat Mein Pagal Ho Jaunga Lyrics
main teri mohabbat mein paagal ho jaaunga main teri mohabbat mein paagal ho jaaunga mujhe aisa lagta hai tujhe kaisa lagta hai ho o o main teri nigaahon se ghaayal ho jaaungi main teri nigaahon se ghaayal ho jaaungi mujhe aisa lagta hai tujhe kaisa lagta hai kuchh din se main toota toota rahata hoon apane dil se se rootha rootha rahata hoon kuchh din se main khoyi khoyi rahati hoon kuchh din se main toota toota rahata hoon jaagu bhi to soyi soyi rahati hoon deewani aaj nahi to kal ho jaaungi main teri mohabbat mein paagal ho jaaunga mujhe aisa lagta hai tujhe kaisa lagta hai ji chaahe teri aankhon mein kho jaaun aaj abhi is waqt main teri ho jaaun kab tak aakhir ham milne ko tarsenge kab saavan aayega kab baadal barsenge tu mast pavan ban jaa main baadal ban jaaunga main teri mohabbat mein paagal ho jaaunga mujhe aisa lagta hai tujhe kaisa lagta hai tujh bin lab par koi naam nahi aata dil ko tadap bina aaram nahi aata dono taraf lagi hai aag barabar ye rakh degi bas hamko rakh banakar ye tu bhi jal jayegi mai bhi jal jaunga main teri mohabbat mein paagal ho jaaunga mujhe aisa lagta hai tujhe kaisa lagta hai