Khushi Ka Hai Mauka, Magar Kya Karu Mai Lyrics
bahut khush hu mai par kahu kya kisi se ke aankhe chalakne lagi hai khushi se khushi ka hai mauka magar kya karu mai khushi ka hai mauka magar kya karu mai nahi aaj koi khushi ka tarana mere aasuo sikh lo muskurana mere aasuo sikh lo muskurana khushi ka hai mauka magar kya karu mai nahi aaj koi khushi ka tarana mere aasuo sikh lo muskurana mere aasuo sikh lo muskurana ho hai dil mushkilo se pareshan kitna hai dil mushkilo se pareshan kitna nigahe badalna hai asan kitna bana lo koi khubsurat bahana mere aasuo sikh lo muskurana mere aasuo sikh lo muskurana kisi ne kaha tha kisi se na kahna kisi ne kaha tha kisi se na kahna lage chot dil pe to khamosh rahna sunega to tum par hasega jamana mere aasuo sikh lo muskurana mere aasuo sikh lo muskurana nahi geet lab par duaye hai thodi nahi geet lab par duaye hai thodi salamat rahe salamat rahe aap dono ki jodi nahi koi meri khushi ka thikana mere aasuo sikh lo muskurana mere aasuo sikh lo muskurana khushi ka hai mauka magar kya karu mai khushi ka hai mauka magar kya karu mai nahi aaj koi khushi ka tarana mere aasuo sikh lo muskurana mere aasuo sikh lo muskurana