Jab Naam Tera Payar Se Lyrics
jab tera naam pyar se likhti hai ungliya jab tera naam pyar se likhti hai ungliya meri taraf zamane ki uthti hai ungliya jab tera naam pyar se likhti hai ungliya daman sanam ka hath me aaya tha ek pal daman sanam ka hath me aaya tha ek pal din raat us ek pal se mehakti hai ungliya jab tera naam pyar se likhti hai ungliya jab se dur ho gaye ho us din se hi sanam jab se dur ho gaye ho us din se hi sanam bas din tumhare aane ke ginti hai ungliya jab tera naam pyar se likhti hai ungliya patthar tarash kar na bana taj ek naya patthar tarash kar na bana taj ek naya fankar ki jahan me katthi hai ungliya jab tera naam pyar se likhti hai ungliya meri taraf zamane ki uthti hai ungliya jab tera naam pyar se likhti hai ungliya