Yaad Tumhari Jab Jab Aaye Beete Dino Ki Yaad Rulaye Lyrics

yad tumhari jab jab aaye bite dino ki yad rulaye yad tumhari jab jab aaye bite dino ki yad dilaye lakh bulana chahu tujhko dil diwana bhul na paye yad tumhari jab jab aaye bite dilo ki yad rulaye lakh bulana chahu tujhko dil diwana bhul na paye phul hi phul the kal raho me kadam kadam pe aaj hai kate tum bichade to kaun hai jo dard mere dil ka bate dard mere dil ka bate do din pyar khwab dikhake sari umar yu dil ko rulaye lakh bulana chahu tujhko dil diwana bhul na paye teri talasha me dar dar bhatke gali gali awaz lagayi kaha kaha na dhundha tujhko surat teri najar na aayi surat teri najar na aayi aawaze de kyu dil usko waqt kabhi jo laut na aaye lakh bulana chahu tujhko dil diwana bhul na paye ye anhoni kyu ho jaye jagi kismat kyu so jaye sab kuch milkar ek pal me kyu ek pal me sab kuch kho jaye ek pal me sab kuch kho jaye aasu peekar kab tak koi pyase dil ki pyas bujhaye lakh bulana chahu tujhko dil diwana bhul na paye yad tumhari jab jab aaye bite dilo ki yad dilaye lakh bulana chahu tujhko dil diwana bhul na paye