Kal Dekhe The Jo Bhi Sapne, Ho Na Sake Woh Pure (Sad) Lyrics
kal dekhe the jo bhi sapne
ho na sake wo pure
kya hasrat thi kya arma the
sab rah gaye adhure
kya socha tha, kya ho gaya
kaha aake hum huye zuda
sapna sapna
sapna tu rah gaya sapna
sapna tu rah gaya sapna
lyrics typed by: rekha panghal